A seed is sown
Khet mein ek chhota sa beej… aur ek bada sapna.
Sugarcane grows tall
Dhoop, baarish aur kisaan ki mehnat se ganna lehraaya.
The harvest
Fasal kati, aur kisaan ke chehre pe muskaan aayi.
Juice is extracted
Meetha ras nikla — shakkar aur gud ke liye.
Leftover fibre becomes pulp
Jo bacha, use humne waste nahi hone diya. Bagasse bana pulp.
Pulp is pressed into a plate
Garmi aur pressure se bani ek mazboot plate — bina plastic.
It serves a celebration
Shaadi ho ya party — plate ne apna kaam shaan se kiya.
Into the compost bin
Kooda nahi, khaad. Bas geele kachre mein daal do.
Back to nature in ~90 days
Mitti mein mil gayi — aur ek naye paudhe ko jeevan diya.
Thank you for saving the earth
Aapka har chhota kadam, dharti ke liye ek bada badlaav hai.